[] Ik Maaan hay mairee wo be janam jis nay diya mujh ko
Or Maan hay to be mairee shaan Rabb nay hay dee tujh ko
[] Baitay hain wohee achay jo kartay hain wafa maan say
Maan Ayesha key mohabbat bin ham pa ain gay falah kaisay
[] Jab Maryam pay lagee tuhmat Isa nay shahdat dee
Jab Man g pay lagee tuhmat khood Rabb nay gawahee dee
[] Nabi chuntay na kabhee un ko gar hota na chalan acha
Maan un keey namazee thee baap un ka tha bara sacha
[] Tayyaba ko milay tayyab or tayyab ko milay tayyaba
Sarkar be tayyab hain or maan g hain mairee tayyaba
[] Rohoon ko milain rohain ,Budruhon kay liya bud roo hain
Aaaqa bee haseen roo hain or maan g be haseen ro hain
[] Jo aulad na hoee unkee to maan gee ko fikar kaisa
Hay seenay main Imaan jis kay un he ka to hay baita
[] Maan gee key wafaoon ko hay rabb nay chuna kaisay
Jis simt chalay jaa o nam ay Ayesha he liya ja ay
[] Maan g hain baree onchee or Zaheer key halat yay kay qadmoon say bohat neecha
Fakhar itna he kafee hay nisbat hay mairee un say deen jin say sahabah nay din raat buhat seekha
Menu
Menu
Social Media Icons
Labels
Report Abuse
Contributors
سیرتِ النبی قسط نمبر 43
Search This Blog
Random Posts
Label
Recent Posts
Facebook
Recent Posts
Popular Posts
Pages